Can armor thyroid cause weight gain?
Mujhe hypothyroidism hai aur doc ne Armour Thyroid shuru kiya hai. Pichle kuch dino se lag raha hai ki thoda wazan badh raha hai, jo mujhe bilkul pasand nahi. Kya is medication se sach mein weight gain ho sakta hai?